Theory nahi, Practice se badalte hain career Yahan computer sirf padhaya nahi jaata, sikhaya jaata hai. Har topic practical way me hota hai, jo future me kaam aata hai.
Jahan Theory bhi boring nahi lagti Theory ko simple language me, real examples ke saath samjhaya jaata hai. Bina pressure ke clear concepts, easy learning.
Har Sunday kuch naya, kuch kamaal ka! Quiz, career talk, doubts ya motivation — har Sunday hota hai special. Fun learning ka best combo sirf ITC me.
5 Million = Free Computer Education for poor students Jab 5 million follow honge, ITC students ko free computer sikhaayega. Aapka ek follow kisi ka future change karega.
ITC Incholi: Har Ghar Computer Wala Sapna.
ITC Incholi ek digital education mission hai, jiska goal hai har student ko computer smart banana — bina kisi language ya money ke pressure ke. Yahan par students ko basic se lekar advanced level tak sab kuch step-by-step sikhaya jaata hai, wo bhi practical tarike se.
Chahe aap school student ho, job ke liye prepare kar rahe ho ya future me apna kaam start karna chahte ho — ITC aapko digital duniya ke liye ready karta hai.
Hamare best courses jaise CCC, ADCA, Tally, Excel, Typing aur Internet training se students sirf certificate nahi, asli kaam ke skills leke jaate hain.
Har gareeb student tak computer ki shiksha pahunchana — bina rukawat, bina sharton ke.
Hamara mission simple nahi hai — powerful hai. Jab tak har student ke haath me digital skill nahi hoti, tab tak ham rukne wale nahi. ITC Incholi sirf ek coaching nahi, ek revolution hai — jiska vishwas hai ki knowledge kisi privilege ka nahi, right hona chahiye.
Mission 5 Million isiliye shuru kiya gaya hai — jab @arbajitc par 5 million log jud jaayenge, tab har gareeb bachche ko milega 100% free computer education.
Har gaon me ek digital hero — har ghar me ek skilled student.
Hamara vision hai ek aisa Bharat jahan digital education sirf city tak simit na ho. ITC chahta hai ki chhote gaon ka student bhi computer expert ban sake.
Hum chahte hain ek aisi generation jo sirf degree holder na ho — balki real skill holder ho. Ek Bharat jo computer chalata ho, samajhta ho, aur duniya se compete karta ho.
Course Code : S-ADCA001
Course Code : M-ADCA001
Course Code : S-ADIT002
Course Code : ADIT-0768
Course Code : M-ADIT
ITC Incholi unka wo dream project hai, jahan theory aur practice ke zariye career badla ja raha hain. Har student tak quality computer education pahunchana inka junoon hai. As a founder and director, woh sirf ek teacher nahi – ek leader aur ek umeed ban chuke hain.
Vishal – ITC Incholi ka wo student jo aaj theory teacher ban kar doosre students ka future bana raha hai. Kabhi khud seekha, aaj dusron ko sikha raha hai. Dedication, discipline aur ITC ka asli example.
Anushka ne student ke roop mein ITC mein excellence dikhaya, aur aaj Lab trainner ban kar apna gyaan dusron tak pahucha rahi hai. Uski growth truly inspiring hai.
"Arshlan – ITC ka wo creative mind jo har post ko design ke zariye zinda kar deta hai. Canva uske haathon me ek kala hai, jisme ITC ki pehchaan chamakti hai. Na spotlight me dikhta hai, na stage par — par har design me uska passion bolta hai.
I am proud to say that I am an alumnus of this institute (ITC). habiba मुझे यह कहते हुए गर्व है कि मैं इस संस्थान (आईटीसी) का छात्र हूं। हबीबा
Bhut bhadiya computer education centre h q ki me khud pad rha hu yha par koi bhi computer question puchna chata h puch skte h. or jab m aapke koi bhi computer s related questions ka jwab de skta hu to aap khud hi soch lo ki yha padai kaise hoti hogi.
Itc very very wonderful coaching center I love itc and my teacher Arbaj sir aap Jaisa na duja koi hamko itna aage lane k liye bhut bhut sukriya or sabhi bachcho pe aap itni mehnat krte ho i am Rahi ❤️❤️❤️❤️❤️❤️
(ITC is a very nice center to learn computer courses. ITC gives you every educational opportunities in their center al very low cost. Harsh Barar) कंप्यूटर कोर्स सीखने के लिए आईटीसी एक बहुत अच्छा केंद्र है। आईटीसी आपको अपने केंद्र में बहुत ही कम लागत पर सभी शैक्षणिक अवसर प्रदान करता है।
Very good coaching on technology and computer knowledge at Incholi Meerut ITC Centre. इंचौली मेरठ आईटीसी सेंटर में टेक्नोलॉजी और कंप्यूटर की जानकारी बहुत अच्छी कोचिंग.
Best computer institute here. Recommended for all. Really great work by Arbaj Khan and reliable service provider at lowest price. यहाँ का सर्वोत्तम कंप्यूटर संस्थान। सभी के लिए अनुशंसित. अरबाज खान द्वारा वास्तव में बेहतरीन काम और सबसे कम कीमत पर विश्वसनीय सेवा प्रदाता.
ITC Incholi is the best computer education center i am umar आईटीसी इंचौली सबसे अच्छा कंप्यूटर शिक्षा केंद्र है, मैं उमर हूं